SEARCH RESULTS
Showing search results for "sarhind"
Ghazal MATCHES FOR "sarhind"
Ghazal
rahegaa raavii o niil o furaat me.n kab tak
tiraa safiina ki hai bahr-e-be-karaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
har shanaavar ko nahii.n miltaa talaatum se KHiraaj
har safiine kaa muhaafiz naaKHudaa hotaa nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ajab hariif thaa mere hii saath Duub gayaa
mire safiine ko Garqaab dekhne ke liye
Irfan Siddiqi
Ghazal
vo sehr mudd.aa-talabii me.n na kaam aa.e
jis sehr se safiina ravaa.n ho saraab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
havaa.e.n tez thii.n ye to faqat bahaane the
safiine yuu.n bhii kinaare pe kab lagaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
hai par-e-sarhad-e-idraak se apnaa masjuud
qible ko ahl-e-nazar qibla-numaa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
terii aa.nkho.n pe miraa KHvaab-e-safar KHatm hu.aa
jaise saahil pe utar jaa.e safiina mire dost!
Idris Babar
Ghazal
chalo ye sail-e-balaa-KHez hii bane apnaa
safiina us kaa KHudaa us kaa naaKHudaa us kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kyaa tamaashaa hai ki baaqii ho samundar kaa safar
aur saahil se kisii roz safiina lag jaa.e
Zafar Iqbal
Ghazal
miraa to sirf bha.nvar tak safiina pahu.nchaa hai
tujhe to Duubne vaalo.n ne bhii pukaaraa nahii.n
Qateel Shifai
Ghazal
bachaa liyaa mujhe tuufaa.n kii mauj ne varna
kinaare vaale safiina miraa Dubo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
safiina jab ki kinaare pe aa lagaa 'Gaalib'
KHudaa se kyaa sitam-o-jaur-e-naa-KHudaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkho.n kii kashtiyo.n me.n safar kar rahe hai.n vo
jin dosto.n ne dil ke safiine Dubo.e the
Bashir Badr
Ghazal
jab mai.n ne safiine me.n tiraa naam liyaa hai
tuufaan kii baaho.n se kinaare nikal aa.e