SEARCH RESULTS
Showing search results for "sattaavan"
Ghazal MATCHES FOR "sattaavan"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
phir saavan rut kii pavan chalii tum yaad aa.e
phir patto.n kii paazeb bajii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
tire karam kaa sazaa-vaar to nahii.n 'hasrat'
ab aage terii KHushii hai jo sarfaraaz kare
Hasrat Mohani
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ye havaa kaise u.Daa le ga.ii aa.nchal meraa
yuu.n sataane kii to aadat mire ghanshyaam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
mujhe to qatra hii honaa bahut sataataa hai
isii liye to samundar pe rahm aataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye judaa.ii kii gha.Dii hai ki jha.Dii saavan kii
mai.n judaa girya-kunaa.n abr judaa yaar judaa
Ahmad Faraz
Ghazal
tanhaa mire sataane ko rah jaa.e kyuu.n zamii.n
ai aasmaan tuu bhii utar aa mazaar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mahfil se uThaane ke sazaa-vaar hamii.n the
sab phuul tire baaG the ik KHaar hamii.n the
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ghaTaa.o.n kii aamad ko saavan taraste
fazaa.o.n me.n bahkii baGaavat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
yaado.n ke baaG se vo haraa-pan nahii.n gayaa
saavan ke din chale ga.e saavan nahii.n gayaa
Anwar Shuoor
Ghazal
ab lutf isii me.n hai mazaa hai to isii me.n
aa ai mire mahbuub sataane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
dil se jo chhaTe baadal to aa.nkh me.n saavan hai
Thahraa hu.aa dariyaa hai bahtaa hu.aa paanii hai
Bashir Badr
Ghazal
tuu samajhtaa hai havaadis hai.n sataane ke liye
ye hu.aa karte hai.n zaahir aazmaane ke liye
Syed sadiq husain
Ghazal
darbaar me.n ab satvat-e-shaahii kii alaamat
darbaa.n kaa asaa hai ki musannif kaa qalam hai