SEARCH RESULTS
Showing search results for "sausan"
Ghazal MATCHES FOR "sausan"
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kuchh is chaman me.n sabza-e-begaana ham nahii.n
nargis ke dost laala-o-sausan ke yaar hai.n
Ameer Minai
Ghazal
talvaar le jo haath me.n ban jaa.e shaaKH-e-gul
sausan kaa phuul hu.e sipar dast-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
sune.nge vaaqi'a us kaa zabaan-e-sausan se
shahiid kis kaa hai ye arGavaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kyaa kyaa sifat zabaan se sausan kii bhii sunii
mal kar misii chaman me.n jo us ne dikhaa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Pandit Chandr Bhan Brahman
Ghazal
niilaa hu.aa hai mu.nh gul-e-sausan kaa baaG me.n
letaa hai iKHtilaat me.n kyaa chuTkiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Ghazal
puuchhe 'gulzaar' se hai vo ba-zabaan-e-sausan
tum kahaa.n bazm me.n aa.e ho zabaa.n-daano.n kii
Gulzar Dehlvi
Ghazal
sausan o nastaran o sumbul o raihaan o gulaab
terii yaado.n ko gulistaa.n me.n chhupaa rakkhaa hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
sausan zabaa.n nikaale jo niklii to zer-e-KHaak
kyaa jaaniye ki kaun ye tishna-dahan gayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
misii-maaliida lab-e-yaar kii sun kar taariif
mu.nh phulaa.e hu.e hai Guncha-e-sausan kaisaa
Riyaz Khairabadi
Ghazal
sausan se na kuchh nargis-e-biimaar se puuchho
taaraajii-e-gulshan kaa sabab KHaar se puuchho
Mahir Bilgrami
Ghazal
kis misii zeb kaa gulshan se sunaa hai jaanaa
barg-e-sausan ne jo phir kii hai kaTaarii tayyaar
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
duur ho gar shaamma se tere Gaflat kaa zukaam
tuu usii kii buu ko paave har gul-o-sausan ke biich
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
naGma-saraa ho 'muhsinaa' taaki vo baaG baaG baaG
sausan-e-sad-zabaan ho gul kii tarah tamaam gosh
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
kyaa laala kyaa yuu sausan kyaa nargis-o-saman kyaa
hai uucha fil-haqiiqat gul hai agar chaman me.n
Qurbi Velori
Ghazal
dahaan-e-Guncha-e-tar se zabaan-e-sausan se
chaman chaman me.n sunii mai.n ne guftuguu terii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
goraa ruKH bose se niilaa hu.aa aur Gaiz se surKH
nastaran ban gayaa laala gul-e-sausan ho kar