SEARCH RESULTS
Showing search results for "sausan"
Nazm MATCHES FOR "sausan"
Nazm
matam-e-nim-shab
jab ham me.n se ek pahle zamiin mai.n utregaa
sausan ke safed aur kaasnii phuulo.n kii chaadar o.Dhe
Farooq Nazki
Nazm
dehli wa lucknow
Gam me.n dehlii ke gulo.n ke to garebaa.n chaak hai.n
aur sausan hai chaman me.n sogvaar-e-lakhna.uu
Hakeem Aagha Jan Aish
Nazm
husn
ek titlii kar rahii hai aa ke sausan se savaal
aa.nkh muu.nde so rahaa hai aaj nargis kaa shu'uur
Prem Pal Ashk
Nazm
jawab-e-shikwa
jo musalmaan thaa allaah kaa saudaa.ii thaa
kabhii mahbuub tumhaaraa yahii harjaa.ii thaa
Allama Iqbal
Nazm
is waqt to yun lagta hai
maanaa ki ye sunsaan gha.Dii saKHt ka.Dii hai
lekin mire dil ye to faqat ik hii gha.Dii hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
la-ilaha-illallah
kiyaa hai tuu ne mataa-e-Guruur kaa saudaa
fareb-e-suud-o-ziyaa.n laa-ilaaha-illallaah
Allama Iqbal
Nazm
urdu
dakkan ke 'valii' ne mujhe godii me.n khelaayaa
'saudaa' ke qasiido.n ne miraa husn ba.Dhaayaa
Iqbal Ashhar
Nazm
chakle
ye ismat ke saude ye saudo.n pe takraar
sanaa-KHvaan-e-taqdiis-e-mashriq kahaa.n hai.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
ahl-e-iimaa.n jas tarah jannat me.n gird-e-salsabiil
taaza viiraane kii saudaa-e-mohabbat ko talaash
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
naqsh hai.n sab naa-tamaam KHuun-e-jigar ke baGair
naGma hai saudaa-e-KHaam KHuun-e-jigar ke baGair
Allama Iqbal
Nazm
teri aawaz
raat sunsaan thii bojhal thii.n fazaa kii saa.nse.n
ruuh par chhaa.e the be-naam Gamo.n ke saa.e
Sahir Ludhianvi
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
o des se aane wale bata
maayuusii-o-hasrat taarii hai
sunsaan gharo.n par chhaavnii ke