SEARCH RESULTS
Showing search results for "sausan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sausan"
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kuchh is chaman me.n sabza-e-begaana ham nahii.n
nargis ke dost laala-o-sausan ke yaar hai.n
Ameer Minai
Ghazal
talvaar le jo haath me.n ban jaa.e shaaKH-e-gul
sausan kaa phuul hu.e sipar dast-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
sune.nge vaaqi'a us kaa zabaan-e-sausan se
shahiid kis kaa hai ye arGavaa.n nahii.n maa'luum
Haidar Ali Aatish
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "sausan"
Ghazal
kyaa kyaa sifat zabaan se sausan kii bhii sunii
mal kar misii chaman me.n jo us ne dikhaa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Pandit Chandr Bhan Brahman
Ghazal
niilaa hu.aa hai mu.nh gul-e-sausan kaa baaG me.n
letaa hai iKHtilaat me.n kyaa chuTkiyaa.n basant
Muneer Shikohabadi
Nazm
matam-e-nim-shab
jab ham me.n se ek pahle zamiin mai.n utregaa
sausan ke safed aur kaasnii phuulo.n kii chaadar o.Dhe
Farooq Nazki
Ghazal
puuchhe 'gulzaar' se hai vo ba-zabaan-e-sausan
tum kahaa.n bazm me.n aa.e ho zabaa.n-daano.n kii
Gulzar Dehlvi
Ghazal
sausan o nastaran o sumbul o raihaan o gulaab
terii yaado.n ko gulistaa.n me.n chhupaa rakkhaa hai
Shaz Tamkanat
Ghazal
sausan zabaa.n nikaale jo niklii to zer-e-KHaak
kyaa jaaniye ki kaun ye tishna-dahan gayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
misii-maaliida lab-e-yaar kii sun kar taariif
mu.nh phulaa.e hu.e hai Guncha-e-sausan kaisaa









