SEARCH RESULTS
Showing search results for "savero.n"
Ghazal MATCHES FOR "savero.n"
Ghazal
in a.ndhero.n me.n lahuu-ra.ng savero.n kii 'najiib'
kyaa firozaa.n ko.ii qindiil nahii.n ho saktii
Najeeb Ahmad
Ghazal
shaam kaa taaraa, sub.h kaa pahlaa taaraa Thahregaa
hajla-e-vasl me.n raat rahegii, baat savero.n se
Khalid Ahmad
Ghazal
kisii tarah to savero.n kii aa.nkh khul jaa.e
mai.n shahr shahr me.n suuraj uThaa.e chaltaa huu.n
Ali Akbar Abbas
Ghazal
tufail Dara
Ghazal
kuchh hamii.n KHvaab ke maare the na chau.nke varna
terii aamad ke savero.n ne to paiGaam diye
Nazim Sultanpuri
Ghazal
sukuu.n ye apne savero.n kaa chain raino.n kaa
ko.ii hisaab nahii.n hai KHudaa kii deno.n kaa
Parveen Kaif
Ghazal
jin ke dam se thaa savero.n kaa bharam ab ke baras
un gulo.n ke lab-o-ruKHsaar bhii kaale hu.e hai.n
Nisar Ahmad Nisar
Ghazal
shahro.n me.n sho’la-rang savero.n ke vaaste
Dhuu.nDhe hai.n aa.ndhiyo.n ne sharaare tamaam raat
Wafa Naqvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
aabaad ham aashufta-saro.n se nahii.n maqtal
ye rasm abhii shahr me.n zinda hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
mujh se nazre.n to milaa.o ki hazaaro.n chehre
merii aa.nkho.n me.n sulagte hai.n savaalo.n kii tarah
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
achchhe shero.n kii parakh tum ne hii sikhlaa.ii mujhe
apne andaaz se kahnaa bhii tumhii se siikhaa