SEARCH RESULTS
Showing search results for "self"
Ghazal MATCHES FOR "self"
Ghazal
rakhaa gayaa hai hifaazat se self me.n mujh ko
ki jaise mai.n bhii KHusuusii ko.ii shumaara hu.aa
Khursheed Afsar Baswani
Ghazal
yaad to ho.ngii vo baate.n tujhe ab bhii lekin
shelf me.n rakkhii hu.ii band kitaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
shelf me.n rakkhii hu.ii apnii kitaabo.n me.n se
ko.ii diivaan uThaa.oge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
shelf par rakkhii kitaabe.n sochtii hai.n raat din
ghar se daftar kaa safar kitnaa suhaanaa ho gayaa
Khalid Ghani
Ghazal
shelf pe ulTaa kar ke rakh do aur bisraa do
gul-daano.n me.n phuul sajaa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
Yasmeen Sahar
Ghazal
har shelf par saje hai.n magar dushmano.n ke sar
naadaa.n teraa dimaaG hai maqtal na kar use
Saqi Faruqi
Ghazal
us ne kitaab khol ke rakh dii hai shelf me.n
merii qabaa-e-vasl ko kab mil sakaa vajuud
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
kamre kii shelf par hai sajii budh kii muurtii
gul-daan me.n chunii hu.ii jangal kii ghaas hai
Nasir Shahzad
Ghazal
us ne tasviir ko tasviir kiyaa aur le lii
selfii ek ek mire saath mire lafzo.n kii
Yasmeen Sahar
Ghazal
kuchh is tarah diyaa tartiib aaqibat kaa ghar
gunaah shelf pe rakkhe savaab raddii me.n
Tariq Hashmi
Ghazal
varaq varaq yuu.n hii phirtaa rahuu.n kahaa.n tak mai.n
kitaab jaan ke book-shelf par sajaa mujh ko
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
jhaa.nktii hai.n sab kitaabe.n shelf se
mez par hai.n u.ngliyaa.n rakkhii hu.ii.n
Saltanat Qaisar
Ghazal
Abida Karamat
Ghazal
miraa kalaam bhii merii hii tarah hai 'naqvii'
ab us ke shelf me.n kab dekhiye kitaab saje
Syed Mohammad Ahmad Naqvi
Ghazal
Tapkaa hai KHuun shelf se 'taahir' zamiin par
kis kis kitaab me.n mirii chiTThii hanuut thii
Tahir Hanfi
Ghazal
yahaa.n kitaabo.n se jha.Dtii hai.n bhurnhurii sadiyaa.n
aur ek shelf ke KHaano.n se ret u.Dtii hai
Khumar Mirzada
Ghazal
aa jaa.e to tanhaa.ii ke is shelf se nikluu.n
khul jaa.uu.n kitaabo.n kii tarah aur pa.Dhe vo