SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaam-e-aish"
Ghazal MATCHES FOR "shaam-e-aish"
Ghazal
ai 'aish' hai farsuuda ab qais kaa afsaana
ulfat to kisii kii bhii jaagiir nahii.n hotii
Aish Meeruthi
Ghazal
har ravish un kii qayaamat hai qayaamat ai 'aish'
jis taraf jaate hai.n ik hashr bapaa hotaa hai
Aish Meeruthi
Ghazal
ai 'aish' jab se baada-e-laa-taqnatuu milaa
baaqii rahaa na Dar hame.n roz-e-hisaab kaa
Aish Meeruthi
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
ik ik palak pe chhaa.ii hai mahruumiyo.n kii shaam
zabt-e-suKHan kii aag me.n jalte labo.n ko dekh
Mahmood Shaam
Ghazal
kuchh to kahtii hai sar-e-shaam samundar kii havaa
kabhii saahil kii KHunuk ret pe jaa.e.n to sahii
Mahmood Shaam
Ghazal
ik pal me.n hii batlaa ga.ii.n dam to.Dtii kirne.n
vo raaz jo ai 'shaam' na paayaa mujhe din-bhar
Mahmood Shaam
Ghazal
yaade.n khule kivaa.D ye mahkii hu.ii fazaa
kaun aa rahaa hai shaam ye ThanDii havaa ke ba.ad
Mahmood Shaam
Ghazal
Mahmood Shaam
Ghazal
kho.e hai.n us ke sehr me.n hii ahl-e-kaarvaa.n
us kii nazar jo vaqt-e-safar rang bo ga.ii
Mahmood Shaam
Ghazal
Aish Meeruthi
Ghazal
kuchh aise kii hai adaa rasm-e-bandagii mai.n ne
guzaar dii tire va.ade pe zindagii mai.n ne
Aish Meeruthi
Ghazal
hai 'aish' saath ko.ii raahbar na hamraahii
kaTegii dekhiye tanhaa rah-e-vafaa kaise
Aish Meeruthi
Ghazal
zulf o ruKH dair o haram shaam o sahar 'aish' in me.n
zulmat-e-kufr bhii hai jalva-e-islaam bhii hai
Aish Dehlvi
Ghazal
dekh saudaa-zada-e-ulfat-e-KHuubaa.n ai 'aish'
vaadi-e-ishq me.n kyaa kyaa tag-o-puu karte hai.n
Aish Dehlvi
Ghazal
aksar hu.aa aisaa ki bhare ghar me.n sar-e-shaam
tanhaa.ii ke aaseb dar-o-baam se barse
Sham Rizvi
Ghazal
tamaam justujuu-e-shauq raa.egaa.n ai 'shaam'
mujhe KHabar hai pas-e-intizaar kyaa hogaa