SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaan-o-shaukat"
Ghazal MATCHES FOR "shaan-o-shaukat"
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
shaan-e-hairat hai ki jis ko sang kah dete hai.n log
phir vahii dil TuuTne par aa.ina kahlaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'shaan' ab ham ko to aksar shab-e-tanhaa.ii me.n
nii.nd aatii nahii.n aur KHvaab nazar aate hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
mai.n raah-e-shauq me.n tanhaa nahii.n huu.n
mire hamraah kuchh parchhaa.iyaa.n hai.n
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
vaaraftagii-e-shauq kaa aalam ajiib thaa
ham tum ko saare shahr me.n kal Dhuu.nDte rahe
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'shaan' be-samt na kar de tumhe.n sahraa-e-hayaat
zehn me.n un ke nuquush-e-kaf-e-paa rahne do
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
shah dil ko mil ga.ii hai phir un kii nigaah se
phir shauq Dhuu.nDhtaa hai dil-o-jaa.n na.e na.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
'shaan' irfaan-e-nazar jab se hu.aa hai haasil
ab ko.ii paas hai mere na judaa hai mujh se
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
aa.ino.n se duur vasf-e-aa.ina-daarii ko 'shaan'
log kahte hai.n ki ko.ii aa.ina-gar le gayaa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
ai 'shaan' sochtii huu.n ki vo haath kyaa hu.e
jo shaaKH-e-gul ko chho.D ke talvaar tak ga.e
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
itnii nudrat tire ash.aar me.n pahle to na thii
'shaan' ye ziinat-e-afkaar kahaa.n se aa.ii
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
junuun-e-shauq me.n aadaab-e-raqs-e-vahshat kyaa
shikasta paa.nv ko paazeb-e-shaan-o-shaukat kyaa
Ahmar Nadeem
Ghazal
Taufeeq Sagar
Ghazal
jhuuTii shaan-o-shaukat par mat Guruur kar naadaa.n
daulato.n kaa ye nashsha der tak nahii.n rahtaa