SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaana"
Ghazal MATCHES FOR "shaana"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil-e-sad-chaak banaayaa to balaa se lekin
zulf-e-mushkii.n kaa tire shaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa kyaa ulajhtaa hai tirii zulfo.n ke taar se
baKHiya-talab hai siina-e-sad-chaak shaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo tap-e-ishq-e-tamannaa hai ki phir suurat-e-sham.a
sho.ala taa-nabz-e-jigar resha-davaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
panja hai miraa panja-e-KHurshiid mai.n har sub.h
mai.n shaana-sifat saaya-e-ruu zulf-e-butaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
naaseh hamaarii tauba me.n kuchh shak nahii.n magar
shaana hilaa.e.n aa ke ghaTaa.e.n to kyaa kare.n
Akhtar Shirani
Ghazal
ha.nste ha.nste dil-lagii ke vaaste naapaa jo aaj
sarv kaa qad us sahii-qaamat ke taa-shaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye baat chaltii hai siina-ba-siina chaltii hai
vo saath aataa hai shaana-ba-shaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
jis jaa nasiim shaanaa-kash-e-zulf-e-yaar hai
naafaa dimaaG-e-aahu-e-dasht-e-tataar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ho.n KHamoshii-e-chaman hasrat-e-diidaar 'asad'
mizha hai shaana-kash-e-turra-e-guftaar hunuuz