SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaana"
Nazm MATCHES FOR "shaana"
Nazm
zindan ki ek sham
daaman-e-aasmaa.n pe naqsh-o-nigaar
shaana-e-baam par damaktaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
nihaa.n hai terii mohabbat me.n ra.ng-e-mahbuubii
ba.Dii hai shaan ba.Daa ehtiraam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Nazm
bint-e-hawwa
mai.n chaluu.n shaana-ba-shaana to buraa mat maane.n
merii hurmat merii 'azmat ko zaraa pahchaane.n
Hina Rizvi
Nazm
aurat march: taswir ka dusra ruKH
magar vo darinde to gintii ke hai.n
anginat mard vo hai.n jinho.n ne tumhe.n shaan-o-takriim baKHshii
Rehman Faris
Nazm
ek dost ki KHush-mazaqi par
shaana-e-giitii pe lahraane ko hai.n gesuu-e-shab
aasmaa.n me.n mun.aqid hone ko hai bazm-e-tarab
Asrarul Haq Majaz
Nazm
farsi urdu sabaq
rang hai ruup aur Diil hai qaamat shaana hai baazuu
munshii jii ne sabaq pa.Dhaayaa faarsii aur urdu
Rais Amrohvi
Nazm
aaina dekhna
shaana hai yaa barash hai yaa ruumaal
haath KHaalii na ek kaa dekhaa
Suraj Narayan Mehr
Nazm
chashm-e-sawal!
qismat me.n gesu.o.n kii aa.iina hai na shaana
shaayad tirii nazar me.n taariik hai zamaana
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
kitaben tum se achchhi hain
ye mujh se baat kartii hai.n
milaa kar mere shaane se ye shaana
Fayyaz Uddin Saieb
Nazm
shana-ba-shana
yaad aayaa ek roz kahaa thaa tum ne
har kisii ko ek shaana chaahiye jis par sar rakh ke ro sake vo
Mohammad Haneef Rame
Nazm
naya makan
ki jis kaa barso.n mirii u.ngliyaa.n rahii.n shaanaa
ye terii hamdamii ik kaifiyat thii nashsha bhii
Makhmoor Jalandhari
Nazm
jo hum pe guzri
shaana dar gesuu-e-lailaa-e-vatan ho bhii chukaa
dast-e-imroz se maazii kaa kafan sil bhii chukaa