SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shaana"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil-e-sad-chaak banaayaa to balaa se lekin
zulf-e-mushkii.n kaa tire shaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa kyaa ulajhtaa hai tirii zulfo.n ke taar se
baKHiya-talab hai siina-e-sad-chaak shaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Bedam Shah Warsi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shaana"
Nazm
zindan ki ek sham
daaman-e-aasmaa.n pe naqsh-o-nigaar
shaana-e-baam par damaktaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iltija-e-musafir
nihaa.n hai terii mohabbat me.n ra.ng-e-mahbuubii
ba.Dii hai shaan ba.Daa ehtiraam hai teraa
Allama Iqbal
Nazm
mirza ghaalib
gesu-e-urduu abhii minnat-paziir-e-shaana hai
sham.a ye saudaa.i-e-dil-sozi-e-parvaana hai
Allama Iqbal
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo tap-e-ishq-e-tamannaa hai ki phir suurat-e-sham.a
sho.ala taa-nabz-e-jigar resha-davaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
panja hai miraa panja-e-KHurshiid mai.n har sub.h
mai.n shaana-sifat saaya-e-ruu zulf-e-butaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
naaseh hamaarii tauba me.n kuchh shak nahii.n magar
shaana hilaa.e.n aa ke ghaTaa.e.n to kyaa kare.n