SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaandaar"
Ghazal MATCHES FOR "shaandaar"
Ghazal
duniyaa ko shaandaar kaa matlab nahii.n pataa
matlab hamaare yaar kaa matlab nahii.n pataa
Muzdam Khan
Ghazal
uu.nchii imaarate.n to ba.Dii shaandaar hai.n
lekin yahaa.n to ren-basere the kyaa hu.e
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
kisii ne puure kiye aaj pyaar ke vaade
merii vafaa kaa sila mujh ko shaandaar milaa
Asad Bhopali
Ghazal
ajiib ra.ng-e-vafaa hai ajiib tarz-e-sitam
na dil-paziir mohabbat na shaandaar fareb
Majid Ali Kavish
Ghazal
ye log sirf mirii zindagii ke dushman hai.n
mujassama ye banaa.e.nge shaandaar miraa
Azhar Inayati
Ghazal
ik husn-e-shaandaar pe kaamil Gazal ke baad
shaa.ir na.e mavaad ke chakkar me.n pa.D gayaa
Qamar Aasi
Ghazal
purkho.n kii shaandaar havelii kaa zikr chho.D
aabaad kar kha.nDar ko jo viiraan rah gayaa
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
ye sab tufail-e-Gam-e-shab-e-hijr hai mirii jaa.n
jo sher hone lagaa hai ab shaandaar mujh se
Javed Mehdi
Ghazal
kahaa.n ye baat tirii fat.h-e-shaandaar me.n hai
jo baat dost mirii maslahat kii haar me.n hai
Daud Naseeb
Ghazal
kyaa shaandaar log hai.n daaman-dariida log
dil dekhiye huzuur qabaa par na jaa.iye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Shahid Jameel
Ghazal
ai vaqt ai aziim daraKHto.n kii KHud-navisht
fihrist me.n hai ab bhii ko.ii shaandaar pe.D
Muneer Jafri
Ghazal
sajaa hu.aa thaa sitaaro.n se daaman-e-hastii
shab-e-firaaq ba.Dii shaandaar guzrii hai