SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-ba-KHair"
Ghazal MATCHES FOR "shab-ba-KHair"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kah kar vo shab-ba-KHair du'aa de ke so gayaa
bechain aarzuu ko ye kyaa de ke so gayaa
Nazr Fatmi
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
aate nahii.n hai.n KHair ujaale me.n ba.az log
shab-zinda-daar shab kii siyaahii se KHush hu.e
Raoof Khair
Ghazal
shab-ba-KHair us ne kahaa thaa ki sitaare larze
ham na bhuule.nge judaa.ii kaa vo ha.ngaam kabhii
Hasan Naim
Ghazal
shab-ba-KHair us ne kahaa thaa ki sitaare larze
ham na bhuule.nge judaa.ii kaa vo ha.ngaam kabhii
Hasan Naim
Ghazal
khulaa hai aur na khulegaa kisii kaa darvaaza
to aa.o kuucha-e-jaanaa.n ko shab-ba-KHair kaho
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
aa.nkho.n me.n tab se ga.D ga.e be-KHvaabiyo.n ke tiir
jab se fasiil TuuT ga.ii shab-ba-KHair kii
Zubair Hamza
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
amiiq zaKHm is qadar ba-dast-e-roz-o-shab mile
ki mundamil na kar sakii davaa-e-maah-o-saal tak
Azeem Haider Syed
Ghazal
umiid KHaak rakhii jaa.e ab ujaalo.n kii
charaaG au.ndhe pa.De hai.n ba-aastaana-e-shab
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
safar-ba-KHair pa raKHt-e-safar na le jaanaa
zamii.n kii hasrate.n ab chaa.nd par na le jaanaa
Syed Naseer Shah
Ghazal
yaa rab is iKHtilaat kaa anjaam ho ba-KHair
thaa us ko ham se rabt magar is qadar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
aanaa hai yuu.n muhaal to ik shab ba-KHvaab aa
mujh tak KHudaa ke vaaste zaalim shitaab aa