SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-be-raah-ravii"
Ghazal MATCHES FOR "shab-e-be-raah-ravii"
Ghazal
raas aa.ii hame.n shab-gardii-o-be-raah-ravii
KHuub aazaad hu.e tere giraftaar ai dil
Hasan Aabid
Ghazal
shab-e-be-maah bhii us kii nahii.n kaalii hogii
jis ne katran bhii tire nuur kii paa lii hogii
Mannan Bijnori
Ghazal
Syed Mubarak Shah
Ghazal
aaGaaz to dil-daada-e-be-raah-ravii thaa
ai ishq tujhe KHair se anjaam ne baa.ndhaa
Rahbar sultani
Ghazal
letii ga.ii thii ham se sabaa zauq-e-dilbarii
detii ga.ii thii lazzat-e-be-rah-ravii hame.n
Javed Kamal Rampuri
Ghazal
Yasmeen Hameed
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
manzil na hai maqaam zamaana KHaraab hai
be-rah-ravii hai 'aam zamaana KHaraab hai
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
gumraahiyo.n me.n itnii lagii.n mujh ko Thokare.n
be-raah-ravii aaj mirii raah-numaa hu.ii
Shaikh Husain Salik
Ghazal
guzrii hai javaanii ba.Dii be-raah-ravii me.n
ai kaash za'iifii bhii guzar jaa.e hamaarii
Anwar Shuoor
Ghazal
mulavvis thaa mai.n har be-rah-ravii me.n
magar ilzaam tujh par dhar rahaa huu.n