SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-firaaq"
Ghazal MATCHES FOR "shab-e-firaaq"
Ghazal
zikr-e-shab-e-firaaq se vahshat use bhii thii
merii tarah kisii se mohabbat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
shab-e-firaaq achaanak KHayaal aayaa mujhe
ki mai.n charaaG na thaa us ne kyuu.n jalaayaa mujhe
Anjum Khayali
Ghazal
shab-e-firaaq thii KHaamoshii thii udaasii thii
ye tiin bahne.n thii.n jin me.n ba.Dii udaasii thii
Ashu Jha 'Naqqash'
Ghazal
shab-e-firaaq kuchh aisaa thaa iztiraab kaa rang
shadiid surKH thaa mujh KHaanumaa.n-KHaraab kaa rang
Asif Bilal
Ghazal
shab-e-firaaq ke dam to.De hu.e lamho
mirii tarah se sitaaro.n kaa nauha sunte ho?
Mustahsin Khayal
Ghazal
jaane shab-e-firaaq me.n kyaa yaad aa gayaa
dil yuu.n ta.Dap uThaa ki KHudaa yaad aa gayaa
Zafar Sambhali
Ghazal
shab-e-firaaq hamaaraa vo niim-jaa.n honaa
ajal kaa aap hii ghar me.n vo mehmaa.n honaa
Afqar Mohani
Ghazal
aaKHir shab-e-firaaq ke taaro.n ko kyaa karuu.n
tere sivaa hasiin nazaaro.n ko kyaa karuu.n
Bhagwan Khilnani Saqi
Ghazal
shab-e-firaaq me.n jazbaat yuu.n pareshaa.n hai.n
fazaa-e-dasht me.n jaise Gubaar kaa aalam
Shabbir Kanpuri
Ghazal
shab-e-firaaq hai aur niind aa.ii jaatii hai
kuchh is me.n un kii tavajjoh bhii paa.ii jaatii hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
shab-e-firaaq ko jab muzhda-e-sahar aayaa
to ik zamaana tiraa muntazir nazar aayaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
shab-e-firaaq kii zulmat hai naa-gavaar mujhe
naqaab uThaa ki sahar kaa hai intizaar mujhe
Anwar Sabri
Ghazal
yuu.n bhii shab-e-firaaq sazaa kaaTte rahe
likh likh ke KHat pe un kaa pata kaaTte rahe
Sarvat Zaidi Bhopali
Ghazal
shab-e-firaaq kaa dhokaa kabhii sahar kaa fareb
kamaal-e-zauq-e-tamaasha hai yaa nazar kaa fareb
Masood Maikash Muradabadi
Ghazal
shab-e-firaaq ke baare me.n aur kyaa kahiye
kisii faqiir kii maqbuul baddu.aa kahiye
Khizr Abbas
Ghazal
shab-e-firaaq me.n bhii vasl saa suruur rahaa
rahaa na paas mire vo na mujh se duur rahaa
Saa’in Alig
Ghazal
Shafiq Dehlvi
Ghazal
shab-e-firaaq na kaaTe kaTe hai kyaa kiije
na sub.h ho.e hai na pau phaTe hai kyaa kiije