SEARCH RESULTS
Showing search results for "shabistaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "shabistaa.n"
Ghazal
sunaa hai us ke shabistaa.n se muttasil hai bahisht
makii.n udhar ke bhii jalve idhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ajab mahak thii mire gul tire shabistaa.n kii
so bulbulo.n ke vahaa.n aashiyaane ho ga.e hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
dafn jab KHaak me.n ham soKHta-saamaa.n ho.nge
fils maahii ke gul-e-sham-e-shabistaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
ye kaun aayaa shabistaa.n ke KHvaab pahne hu.e
sitaare o.Dhe hu.e maahtaab pahne hu.e
Saqi Faruqi
Ghazal
mai.n so rahaa thaa kisii yaad ke shabistaa.n me.n
jagaa ke chho.D ga.e qaafile sahar ke mujhe
Nasir Kazmi
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
dil ko ham chho.D ke duniyaa kii taraf aa.e the
ye shabistaa.n bhii isii Gaaliya-muu kaa niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
be-KHudii bistar-e-tamhiid-e-faraaGat ho jo
pur hai saa.e kii tarah meraa shabistaa.n mujh se
Mirza Ghalib
Ghazal
Abdul Majeed Salik
Ghazal
gesuu bikhre hai.n mire dosh pe kaise kaise
merii aa.nkho.n me.n hai.n aabaad shabistaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
aish hai aish ki us mah kaa KHayaal-e-raushan
sham.a raushan kiyaa mujh dil ke shabistaa.n me.n aa
Wali Dakni
Ghazal
hone ko hai tuluu sabaah-e-shab-e-visaal
bujhne ko hai charaaG-e-shabistaan-e-aarzuu!
Akhtar Shirani
Ghazal
baavajuud-e-yak-jahaa.n hangaama paidaa.ii nahii.n
hai.n charaaGaan-e-shabistaan-e-dil-e-parvaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
safar-e-ishq me.n kii zo.af ne raahat-talabii
har qadam saa.e ko mai.n apne shabistaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jis kii KHushbuu se mahak jaa.e shabistaan-e-visaal
dosto tum ne kabhii vo gul-e-sahraa dekhaa
Jameel Malik
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
hai tere tasavvur se yahaa.n nuur kii baarish
ye jaan-e-hazii.n hai ki shabistaan-e-hiraa hai