SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahkaar"
Ghazal MATCHES FOR "shahkaar"
Ghazal
ai KHudaa phir ye jahannam kaa tamaashaa kiyaa hai
teraa shahkaar to finnaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
'aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Ghazal
na jaane sahv-e-qalam hai ki shaahkaar-e-qalam
balaa-e-husn ne fitne uThaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Ghazal
dast-e-qudrat kaa banaayaa hu.aa shahkaar to hai
aadmii aaj kaa ik harf-e-malaamat hii sahii
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
ye shaahkaar kisii zid kaa shaaKHsaana hai
ulajh rahaa thaa bahut naqsh-e-avvalii.n mujh se
Shahid Zaki
Ghazal
ye taaj ye ajantaa elora ke shaahkaar
afsaane se likhe hai.n uruuj-o-zavaal ke
Krishn Bihari Noor
Ghazal
mai.n pattharo.n se hii sar ko paTaKH ke lauT aayaa
chaTaan kahtii rahii mujh me.n shaahkaar bhii hai
Adeem Hashmi
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
tuu ne qisse to likhe ho.nge hazaaro.n lekin
hai musannif tiraa shahkaar zuleKHaa yuusuf
Areeb Usmani
Ghazal
mohabbato.n me.n jo miT miT ke shaahkaar hu.aa
vo shaKHs kitnaa zamaane me.n yaadgaar hu.aa
Ibrahim Ashk
Ghazal
ra.ngo.n se na rakhiye kisii suurat kii tavaqqo
vo KHuun kaa qatra hai jo shahkaar banegaa
Ali Mutahhar Ashar
Ghazal
Owais Ahmad Dauran
Ghazal
sau kartabo.n se zaKHm lagaa.e ga.e mujhe
shaayad ki apne ahd kaa shahkaar mai.n hii thaa