SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahkaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "shahkaar"
Nazm
KHuda ka sawal
tuu me.araaj-e-fan tuu hii fan kaa si.nghaar
musavvir huu.n mai.n tuu miraa shaahkaar
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
ai KHudaa phir ye jahannam kaa tamaashaa kiyaa hai
teraa shahkaar to finnaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "shahkaar"
Nazm
tum
shaguftagii kaa lataafat kaa shaahkaar ho tum
faqat bahaar nahii.n haasil-e-bahaar ho tum
Kaifi Azmi
Sher
aalam me.n jis kii dhuum thii us shaahkaar par
diimak ne jo likhe kabhii vo tabsire bhii dekh
Shakeb Jalali
Nazm
sham-e-ayaadat
jabii.n pe shaahkaar-e-dahr kaa nishaa.n liye hu.e
isii na.e jahaa.n me.n aadmii bane.nge devtaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na jaane sahv-e-qalam hai ki shaahkaar-e-qalam
balaa-e-husn ne fitne uThaa.e hai.n kyaa kyaa
Yagana Changezi
Sher
Ahmad Fareed
Nazm
aurat
banaayaa hai musavvir ne hasii.n shahkaar aurat ko
alag pahchaan detaa hai kahaanii-kaar aurat ko
Arshad Mahmood Arshad
Nazm
ustad hamare
hai zulmat-e-aafaaq me.n bas ek sitaara
hai.n dast-nigar in ke hii shahkaar hamaare