SEARCH RESULTS
Showing search results for "shahkaar"
Nazm MATCHES FOR "shahkaar"
Nazm
KHuda ka sawal
tuu me.araaj-e-fan tuu hii fan kaa si.nghaar
musavvir huu.n mai.n tuu miraa shaahkaar
Abrar Ahmad Kashif
Nazm
tum
shaguftagii kaa lataafat kaa shaahkaar ho tum
faqat bahaar nahii.n haasil-e-bahaar ho tum
Kaifi Azmi
Nazm
sham-e-ayaadat
jabii.n pe shaahkaar-e-dahr kaa nishaa.n liye hu.e
isii na.e jahaa.n me.n aadmii bane.nge devtaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aurat
banaayaa hai musavvir ne hasii.n shahkaar aurat ko
alag pahchaan detaa hai kahaanii-kaar aurat ko
Arshad Mahmood Arshad
Nazm
ustad hamare
hai.n dast-nigar in ke hii shahkaar hamaare
ustaad ye qaumo.n ke hai.n me.amaar hamaare
Mohammad Asadullah
Nazm
haweli
ai KHudaa-e-do-jahaa.n ai vo jo har ik dil me.n hai
dekh tere haath kaa shahkaar kis manzil me.n hai
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
is se nahii.n achchhaa ko.ii gulzaar ise dekh
is se nahii.n ba.Dh kar ko.ii shahkaar ise dekh
Arsh Malsiyani
Nazm
mazdur
dekh ai qaaruun-e-aazam dekh ai sarmaaya-daar
naa-muraadii kaa muraqqa.a be-kasii kaa shaahkaar
Seemab Akbarabadi
Nazm
takmil
kahii.n pe duur kisii ajnabii sii ghaaTii me.n
kisii kaa ek hasii.n shaahkaar ho jaise
Aleena Itrat
Nazm
tamasha-gah-e-lala-zar
ye ishqii kaa shahkaar ''iiraan kii rustaKHez''
ab iiraa.n hai ik nauhagar piir-zaal