SEARCH RESULTS
Showing search results for "shakeel"
Ghazal MATCHES FOR "shakeel"
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
vahii ik KHamosh naGma hai 'shakiil' jaan-e-hastii
jo zabaan par na aa.e jo kalaam tak na pahu.nche
Shakeel Badayuni
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
kitne masruur the jiine kii du.aa.o.n pe 'shakiil'
jab mile ranj to taasiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
merii diivaar ko tuu kitnaa sambhaalegaa 'shakiil'
TuuTtaa rahtaa huu.n har gaam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
jab bhii milte hai.n to kahte hai.n ki kaise ho 'shakiil'
is se aage to ko.ii baat nahii.n hotii hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
har gha.Dii chashm-e-KHariidaar me.n rahne ke liye
kuchh hunar chaahiye baazaar me.n rahne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
'shakiil' mujh ko sameTe ko.ii zamaane tak
bikhar ke chaaro.n taraf merii zaat rah jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
phuul kaa shaaKH pe aanaa bhii buraa lagtaa hai
tuu nahii.n hai to zamaana bhii buraa lagtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
Shakeel Azmi
Ghazal
sab karishmaat-e-tasavvur hai.n 'shakiil'
varna aataa hai na jaataa hai ko.ii
Shakeel Badayuni
Ghazal
gunaah-e-mukarrar 'shakiil' allaah allaah
biga.D kar sa.nvarne ko jii chaahtaa hai