SEARCH RESULTS
Showing search results for "shanaas"
Ghazal MATCHES FOR "shanaas"
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
nazar me.n rakhnaa kahii.n ko.ii Gam-shanaas gaahak
mujhe suKHan bechnaa hai KHarcha nikaalnaa hai
Umair Najmi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
vo dil-navaaz hai lekin nazar-shanaas nahii.n
miraa ilaaj mire chaara-gar ke paas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
sitam to ye hai ki zaalim suKHan-shanaas nahii.n
vo ek shaKHs ki shaa.er banaa gayaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
KHud-biin-o-KHud-shanaas milaa KHud-numaa milaa
insaa.n ke bhes me.n mujhe aksar KHudaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
tire maqaam ko anjum-shanaas kyaa jaane
ki KHaak-e-zinda hai tuu taaba-e-sitaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
kahaa.n kisii kii himaayat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
mai.n Gam-shanaas muravvat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
kyaa vo bhii be-gunah-kush o haq-naa-shanaas hai.n
maanaa ki tum bashar nahii.n KHurshiid o maah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n tere paas bataa kis Garaz se aayaa huu.n
subuut de mujhe chehra-shanaas hone kaa
Rahat Indori
Ghazal
jo KHud ko kah rahe hai.n ki manzil-shanaas hai.n
un ko bhii kyaa KHabar hai magar puuchhte chalo
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jauhar-shanaas nazro.n se ojhal nahii.n thaa mai.n
kyuu.n ko.ele kii kaan me.n rakkhaa gayaa mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
baKHshaa hai jis ne ruuh ko zaKHmo.n kaa pairahan
'mohsin' vo shaKHs kitnaa tabii.at-shanaas thaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
kuuch sab kar ga.e dillii se tire qadr-shanaas
qadr yaa.n rah ke ab apnii na ga.nvaanaa hargiz