SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharaap"
Ghazal MATCHES FOR "sharaap"
Ghazal
diyaa hai jis ne bhii chup kaa sharaap lafzo.n ko
use KHabar hai nahii.n lafz ko.ii marne kaa
Hakeem Manzoor
Ghazal
vo to buraa hii maan ga.e ham ne jis gha.Dii
un ke diye sharaap ko vardaan kar diyaa
Ankit Aab
Ghazal
un ko de kuchh, mat zaraafat un se kar
le na ai naadaa.n atiito.n ke sharaap
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dekhiye haalaat ke jogii kaa kab TuuTe sharaap
shaayad ab is ahd me.n us se na ho meraa milaap
Fasih Akmal
Ghazal
sunaa hai us ko bhii hai sher o shaa.irii se shaGaf
so ham bhii mo.ajize apne hunar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yak nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
teraa firaaq jaan-e-jaa.n aish thaa kyaa mire liye
ya.anii tire firaaq me.n KHuub sharaab pii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
rag-e-sa.ng se Tapaktaa vo lahuu ki phir na thamtaa
jise Gam samajh rahe ho ye agar sharaar hotaa
Mirza Ghalib
Ghazal
piyuu.n sharaab agar KHum bhii dekh luu.n do-chaar
ye shiisha o qadah o kuuza o subuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aur jaam TuuTe.nge is sharaab-KHaane me.n
mausamo.n ke aane me.n mausamo.n ke jaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
KHud husn-o-shabaab un kaa kyaa kam hai raqiib apnaa
jab dekhiye ab vo hai.n aa.iina hai shaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
javaa.n hone lage jab vo to ham se kar liyaa parda
hayaa yak-laKHt aa.ii aur shabaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
ko.ii itnaa pyaaraa kaise ho saktaa hai
phir saare kaa saaraa kaise ho saktaa hai