SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikaar"
Ghazal MATCHES FOR "shikaar"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
gesuu-e-taabdaar ko aur bhii taabdaar kar
hosh o KHirad shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
Allama Iqbal
Ghazal
tirchhii nigah se taa.ir-e-dil ho chukaa shikaar
jab tiir kaj pa.De to u.Degaa nishaana kyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo KHud parindo.n kaa daana lene gayaa hu.aa hai
aur us ke beTe shikaar karne ga.e hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
ye said-gaah-e-ishq hai Thahraa.iye nigaah
sayyaad-e-muztarib se na hogaa shikaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
mire master na hote jo uluum-o-fan me.n daanaa
kabhii maulaa-baKHsh-saahab kaa na mai.n shikaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
ham ne to Gam ko siine se apne lagaa liyaa
Gam ne hame.n shikaar kiyaa haa.e kyaa kiyaa
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ahvaal us shikaar zubuu.n kaa hai jaa.e rahm
jis naa-tavaa.n ko muft na qassaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
kis kaa junuun-e-diid tamannaa-shikaar thaa
aa.iina-KHaana vaadii-e-jauhar-Gubaar thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare piichhe lagii hai.n udaasiyaa.n kab se
kisii pa.Daav pe ruk kar inhe.n shikaar karo
Madan Mohan Danish
Ghazal
ajiib darguzarii kaa shikaar huu.n ab tak
ko.ii karam hai na ko.ii sazaa hai mere liye