SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikaar"
Nazm MATCHES FOR "shikaar"
Nazm
etiraf
mai.n ki KHud apne mazaaq-e-tarab-aagii.n kaa shikaar
vo gudaaz-e-dil-e-marhuum kahaa.n se laa.uu.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
KHak-e-dil
ek saathii bhii tah-e-KHaak yahaa.n sotii hai
arsa-e-dahr kii be-rahm kashaakash kaa shikaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
holi
hiran bhii khel rahe hai.n shikaar holii me.n
milo gale se gale baar baar holii me.n
Nazeer Banarasi
Nazm
barkha-rut
chiito.n ko na thii shikaar kii sudh
hirno.n ko na thii qataar kii sudh
Altaf Hussain Hali
Nazm
karl marx
aaj kii fir.auniyat bhii kuchh isii andaaz se
rafta rafta hotii jaa.egii shikaar-e-inqilaab
Wamiq Jaunpuri
Nazm
bewa ki KHud-kushi
baaGbaa.n to qabr me.n hai kaun ab dekhe bahaar
KHud usii ko tiir us ke karne vaale hai.n shikaar
Kaifi Azmi
Nazm
sher aur KHargosh
jahaa.n bhii mile jis qadar bhii shikaar
vo jangal kaa raajaa thaa khaa jaataa thaa
Gulzar
Nazm
ishq aur maut
sharar ban ke rahtii hai insaa.n ke dil me.n
vo hai nuur-e-mutlaq kii aa.nkho.n kaa taaraa
Allama Iqbal
Nazm
badnam ho raha hun
bastii kii la.Dkiyo.n me.n badnaam ho rahaa huu.n
jaa.uu.n shikaar ko gar baa-hamrahaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
chhabbis january
paale hai.n dono.n ek hii parvardigaar ke
ham bhaartii shikaar hai.n apne hii vaar ke
Nazeer Banarasi
Nazm
adam ka KHala
shikaar kii naa-tavaa.n nazar ko sujhaa rahaa hai
har ek shai se miraa nishaan-e-adam ayaa.n hai
Meeraji
Nazm
aahang-e-nau
apnii sarhad pe jo aGyaar chale aate hai.n
sho.ala-afshaa.n o sharar-baar chale aate hai.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hawwa ki beTi
ghaat me.n terii rahaa ye KHud-Garaz sarmaaya-daar
kheltaa hai jo baraabar nau-e-insaa.n kaa shikaar