SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikva-e-dushmani"
Ghazal MATCHES FOR "shikva-e-dushmani"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
aap ke shikva-e-bejaa kaa gila kyaa karnaa
aap ne apnii mohabbat to kabhii dii hotii
Noor -e-Shama Noor
Ghazal
shikva-e-jaur-o-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
hashr ulfat kaa buraa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
aisii bhii kyaa nigaah-e-mohabbat se dushmanii
phuulo.n samet rang-e-gulistaa.n badal gayaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
merii zabaa.n pe shikva-e-ahl-e-sitam nahii.n
mujh ko jagaa diyaa yahii ehsaan kam nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
KHud apnii mastii-e-pinhaa.n se haath aataa hai
shikaar-e-naafa-e-aahuu-e-chii.n daroG daroG
Aziz Hamid Madni
Ghazal
yaa kiijiye na shikva-e-be-lutfii-e-KHalish
yaa dil ke laKHt laKHt ko paikaa.n banaa.iye
Hirman Khairabadi
Ghazal
baat aasaan faraavaani-e-Gam ne kar dii
ab mujhe shikva-e-naa-kaami-e-iz.haar nahii.n