SEARCH RESULTS
Showing search results for "shikvo.n"
Ghazal MATCHES FOR "shikvo.n"
Ghazal
ab sar uThaa ke mai.n ne shikvo.n se haat uThaayaa
mar jaa.uu.ngaa sitamgar niichii na kar nigaahe.n
Josh Malihabadi
Ghazal
kabhii iz.haar-e-mohabbat kabhii shikvo.n ke liye
tujh se milne kaa ko.ii roz bahaanaa chaahe
Saghar Azmi
Ghazal
dopahar hijr kii taptii hu.ii sar par hai kha.Dii
vasl kii raat ko shikvo.n me.n na khoyaa jaa.e
Gopal Mittal
Ghazal
ik sa.ng-dil kii diida-dilerii to dekhnaa
shikvo.n kaa e'tiraaf bhii kartaa chalaa gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
muskuraa.uu.n mai.n haalaat kaa mujrim kahlaa.uu.n
ro.uu.n to shikvo.n kaa ilzaam mire sar aa.e
Ameer Ahmad Khusro
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
gila-e-zaur na kar shikva-e-bedaar na kar
zulm sahne kaa mazaa ye hai ki fariyaad na kar
Abdul Aleem Aasi
Ghazal
mere shikvo.n par ye kahnaa rahm ke qaabil bano
mudda.aa ye hai ki apne haal se Gaafil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Talib Baghpati
Ghazal
hangaama-e-mahshar mire shikvo.n me.n nihaa.n hai
hai zabt-e-nafas shart zamaana nahii.n achchhaa
Maharaja Sir Kishan Parashad Shad
Ghazal
Asna Badr
Ghazal
kuchh shikve-gile hote kuchh taish sivaa hotaa
qismat me.n na milnaa thaa milte bhii to kyaa hotaa
Zaheer Dehlvi
Ghazal
vaada-KHilaafiyo.n pe thaa shikvo.n kaa inhisaar
jhuuTaa sahii magar mujhe vaada aziiz thaa
Nashtar Khaanqahi
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
qaatil adaa-e-shukr ko yaa shikvo.n ke liye
jo zaKHm jism par hu.aa goyaa dahan hu.aa
Nizam Rampuri
Ghazal
tohmat ho bhuul-chuuk kii paiGaambar ke sar
shikvo.n kaa lutf kyaa jo ko.ii darmiyaa.n na ho