SEARCH RESULTS
Showing search results for "sho.araa"
Ghazal MATCHES FOR "sho.araa"
Ghazal
muddat se naam sunte the 'momin' kaa baare aaj
dekhaa bhii ham ne us sho.araa ke imaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
jis din se apnii baat rakhii shaa.erii ke biich
mai.n kaT ke rah gayaa sho.araa-e-karaam se
Rais Farogh
Ghazal
kuchh dahan hii nahii.n vahm-e-sho.araa ke nazdiik
muu se baariik kamar bhii hai gumaanii terii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
un se milne-julne vaale naamii sho.araa hai.n
apne bas kii baat nahii.n hai aisaa lagtaa hai
Deepak Sharma Deep
Ghazal
Gul Afshan
Ghazal
sho.araa aap ko bhii KHuub banaate hai.n 'riyaaz'
sab ye kahte hai.n ko.ii aap saa ustaad nahii.n
Riyaz Khairabadi
Ghazal
aziim sho.araa se haasil hu.e hai.n ye tohfe
jo pa.Dh rahaa huu.n ye meraa kalaam tho.Dii hai
Hameed Dilkash Khandwi
Ghazal
'nasiim' duzdii-e-mazmuu.n na chho.De.nge sho.araa
agarche shahr kaa tabdiil kotvaal hu.aa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
sho.araa khaa.e.nge kyaa kyaa na abhii to dhoke
sarv baa.ndhe ko.ii us qad ko sanobar baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
Sundus Shaikh
Ghazal
go tumhaarii bhii Gazal umda hai 'parvaaz' magar
aaj kuchh sho.araa Gazal tum se bhii behtar laa.e
Darshan Dayal Parwaz
Ghazal
sho.araa me.n na ho kyuu.n sher hamaaraa uu.nchaa
ki qad-e-yaar kaa mazmuun hai baa.ndhaa uu.nchaa
Kishan Kumaar Waqaar
Ghazal
milte rahe hai.n ham sho.araa-e-karaam se
kam ahl-e-dil the beshtar ahl-e-zabaa.n mile
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
Hatim Ali Mehr
Ghazal
'naasirii' phir vahii ham hai.n vahii shoriida-sarii
phir vahii haazir-e-bazm-e-sho.araa ho jaanaa
Nasiri Lakhnavi
Ghazal
imtihaan-e-sho’araa bazm-e-suKHan me.n tauba
kaisii rakkhii hai radiif aur sunaa hai to sahii
Amn Lakhnavi
Ghazal
sho.araa-o-saama.iin kii bhii bazm-e-sher me.n
'ahsan' ye aarzuu hai ko.ii gul-badan rahe