SEARCH RESULTS
Showing search results for "shoba"
Ghazal MATCHES FOR "shoba"
Ghazal
Kamal Jafari
Ghazal
bach nikalte hai.n agar aatish-e-sayyaal se ham
shola-e-aariz-e-gulfaam se jal jaate hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
ye aql o dil hai.n sharar shola-e-mohabbat ke
vo KHaar-o-KHas ke liye hai ye niistaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
shola-e-husn chaman me.n na dikhaayaa us ne
varna bulbul ko bhii parvaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ba.Daa kariim hai 'iqbaal'-e-be-navaa lekin
ataa-e-shola sharar ke sivaa kuchh aur nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ziyaa-e-bazm-e-jahaa.n baar baar maa.nd hu.ii
hadiis-e-shola-ruKHaa.n baar baar karte rahe
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
a.ndherii shab hai judaa apne qaafile se hai tuu
tire liye hai miraa shola-e-navaa qindiil
Allama Iqbal
Ghazal
sham.a-aasaa che sar-e-daa'vaa va kuu paa-e-sabaat
gul-e-sad-sho'la ba-yak -jeb-e-shakebaa.ii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
rotaa huu.n mai.n un lafzo.n kii qabro.n pe ka.ii baar
jo lafz mirii shola-bayaanii me.n mare hai.n
Ejaaz tawakkal
Ghazal
aag hii aag ho siine me.n to kyaa phuul jha.De.n
shola hotii hai zabaa.n lafz sharar bantaa hai