SEARCH RESULTS
Showing search results for "shorish"
Ghazal MATCHES FOR "shorish"
Ghazal
achchhaa hai ahl-e-jaur kiye jaa.e.n saKHtiyaa.n
phailegii yuu.n hii shorish-e-hubb-e-vatan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
zindaa.n me.n bhii shorish na ga.ii apne junuu.n kii
ab sang mudaavaa hai is aashufta-sarii kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
KHush huu.n ki baat shorish-e-tuufaa.n kii rah ga.ii
achchhaa hu.aa nasiib kinaaraa na ho sakaa
Shakeb Jalali
Ghazal
shorish-e-ishq me.n hai husn baraabar kaa shariik
soch kar jurm-e-tamannaa kii sazaa do ham ko
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
shorish-e-baatin ke hai.n ahbaab munkir varna yaa.n
dil muhiit-e-girya o lab aashnaa-e-KHanda hai
Mirza Ghalib
Ghazal
fikr hai sahmii hu.ii jazba hai murjhaayaa hu.aa
mauj kii shorish ga.ii dariyaa kii gahraa.ii ga.ii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
sone na diyaa shorish-e-hastii ne gha.Dii bhar
mai.n laakh tiraa zikr sunaataa rahaa dil ko
Shohrat Bukhari
Ghazal
dil me.n vo shorish-e-jazbaat kahaa.n tere baGair
ek KHaamosh qayaamat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
milne ko to mil jaa.e magar legaa bhalaa kaun
saahil kaa sukuu.n shorish-e-tuufaa.n se guzar ke
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
is shorish-e-hayaat ko had se ba.Dhaa ke dekh
ye fitna aur hashr se pahle uThaa ke dekh
Fani Badayuni
Ghazal
ye bhii ajab tilism hai ai shorish-e-hayaat
dard-aashnaa kii baat na dard-aashnaa sune