SEARCH RESULTS
Showing search results for "shorish"
Nazm MATCHES FOR "shorish"
Nazm
ek aarzu
shorish se bhaagtaa huu.n dil Dhuu.nDtaa hai meraa
aisaa sukuut jis par taqriir bhii fidaa ho
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
dekh chukaa almanii shorish-e-islaah-e-dii.n
jis ne na chho.De kahii.n naqsh-e-kuhan ke nishaa.n
Allama Iqbal
Nazm
makan
ban gayaa qasr to pahre pe ko.ii baiTh gayaa
so rahe KHaak pe ham shorish-e-taamiir liye
Kaifi Azmi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
shorish-e-diida-e-giryaa.n kii tarah
mausam-e-kunj-e-bayaabaa.n kii tarah
Mohsin Naqvi
Nazm
goristan-e-shahi
shorish-e-bazm-e-tarab kyaa uud kii taqriir kyaa
dardmandaan-e-jahaa.n kaa naala-e-shab-giir kyaa
Allama Iqbal
Nazm
main aksar sard raaton mein
nigaah-e-yaas me.n mub.ham sahii ko.ii nishaa.n kab hai
kahii.n par shorish-e-amvaaj-e-dariyaa hai
Qamar Abbas Qamar
Nazm
jashn ka din
vo shorish-e-Gam-e-dil jis ke lai nahii.n ko.ii
Gazal kii dhan me.n sunaa.o ki jashn kaa din hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
surud
maut apnii na amal apnaa na jiinaa apnaa
kho gayaa shorish-e-giitii me.n qariina apnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ye kis dayar-e-adam mein
jahaa.n pe shorish-e-rindaan-e-mai-gusaar to kyaa
shikast-e-shiisha-e-dil kii sadaa nahii.n aatii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ahd-e-tifli
dard-e-tiflii me.n agar ko.ii rulaataa thaa mujhe
shorish-e-zanjiir-e-dar me.n lutf aataa thaa mujhe
Allama Iqbal
Nazm
aurat
zamzame kaa itr kaif-e-naGma lai kii puKHtagii
shorish-e-mai, laGzish-e-mai-nosh, josh-e-be-KHudii
Shaad Aarfi
Nazm
mom pighlata raha tera KHayal
kyaa sulagtii raat hai mere nadiim
aatishii.n shorish-zada tere KHayaal