SEARCH RESULTS
Showing search results for "siite"
Ghazal MATCHES FOR "siite"
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
zaKHm ko siite hai.n sab par sozan-e-almaas se
chaak siine ke silaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
jo roz daaman-e-sad-chaak siite rahte hai.n
tumhe.n vo iid pe kap.De badal ke dekhte hai.n
Ahmad Kamal Parwazi
Ghazal
kiran ke dhaage kaa ham ko agar siraa miltaa
havaa.e.n siite KHalaa.o.n ko ham rafuu karte
Nawaz Asimi
Ghazal
mu.nh har dahaan-e-zaKHm kaa siite hai.n is liye
matlab hai hashr me.n bhii na ho daad-KHvaah choT
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
jinhe.n dariida-dahan kah ke ho.nT siite ho
unhe.n suKHan kaa saliiqa thaa kuchh dino.n pahle
Saeeduzzamaan Abbasi
Ghazal
iidhar se siite jaa.o aur uudhar se phahTtaa jaa.e
aise tarah ke kap.De ko phir siijiye bhii na.i.n
nayan sukh
Ghazal
sar-site paa.nv talak Garq-e-araq be-vaj.h nii.n
be-hijaab us shola-ruu ko dekh sharmaatii hai sham.a
Ishq Aurangabadi
Ghazal
diivaangaan-e-Gam bhii hushiyaar kis qadar hai.n
KHud phaa.D kar garebaa.n siite hai.n aastii.n me.n
Abdul Majeed Dard Bhopali
Ghazal
kiyaa thaa jurm-e-tamannaa kabhii javaanii me.n
to aaj siite hai.n hasrat kaa apne haath kafan
Ram Parkash Rahi
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Shahryar
Ghazal
palke.n bhii chamak uThtii hai.n sote me.n hamaarii
aa.nkho.n ko abhii KHvaab chhupaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
hamaare siine me.n jo rah ga.ii thii aatish-e-hijr
shab-e-visaal bhii us ko na ham-kanaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n apnii har ik saa.ns usii raat ko de duu.n
sar rakh ke mire siine pe so jaa.o kisii din