SEARCH RESULTS
Showing search results for "sikandar"
Ghazal MATCHES FOR "sikandar"
Ghazal
daaraa o sikandar se vo mard-e-faqiir aulaa
ho jis kii faqiirii me.n buu-e-asadul-laahii
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n to maqtal me.n bhii qismat kaa sikandar niklaa
qur.a-e-faal mire naam kaa aksar niklaa
Ahmad Faraz
Ghazal
sajaa.e phirte the jhuuTii anaa jo chehro.n par
vo log qasr-e-sikandar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
na gor-e-sikandar na hai qabr-e-daaraa
miTe naamiyo.n ke nishaa.n kaise kaise
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mash.huur hai.n sikandar o jam kii nishaaniyaa.n
ai 'daaG' chho.D jaa.e.nge ham yaadgaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
chehre pe mal rahaa huu.n siyaahii nasiib kii
aa.iina haath me.n hai sikandar nahii.n huu.n mai.n
Muzaffar Warsi
Ghazal
aa.nkho.n kii dahliiz pe aa kar baiTh ga.ii
terii suurat KHvaab sajaa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
rahe.n arthii se baahar haath us kaa qaul hai ye
na kuchh bhii saath jaa.egaa sikandar jaantaa hai
Amit Ahad
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
mo.ajaze ishq dikhaataa hai 'sikandar'-saahib
choT to us ko lagii dekhiye choTil hu.aa mai.n
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
na sikandar hai na daaraa hai na qaisar hai na jam
be-mahal KHaak me.n hai.n qasr banaane vaale
Mirza Raza Barq
Ghazal
KHvaahish havas ke ruup me.n achchhii nahii.n lagii
duniyaa ko fat.h kar ke sikandar nahii.n gayaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Dhuu.nDte rahte hai.n sab log lakiiro.n me.n jise
vo muqaddar bhii sikandar kaa pata puuchhtaa hai
Rajesh Reddy
Ghazal
aaj tak aa.iina-vash hairaan hai is fikr me.n
kab yahaa.n aayaa sikandar kab ravaana ho gayaa