SEARCH RESULTS
Showing search results for "sikhaate"
Ghazal MATCHES FOR "sikhaate"
Ghazal
sikhaate naala-e-shab-giir ko dar-andaazii
Gam-e-firaaq kaa us charKH ko aduu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
raaste sikhaate hai.n kis se kyaa alag rakhnaa
manzile.n alag rakhnaa qaafila alag rakhnaa
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
saaqii ko bhii sikhaate hai.n aadaab-e-mai-kashii
milte hai.n mai-kade me.n kuchh aise bhii sar-phire
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
zindagii saaya-e-diivaar nahii.n daar bhii hai
ziist ko ishq ke aadaab sikhaate jaa.o
Mohsin Bhopali
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
Muntazir Firozabadi
Ghazal
ek be-rabt ta'alluq kaa sahaaraa le kar
log kyaa ishq ke andaaz sikhaate hai.n mujhe
Dr. Naresh
Ghazal
Safia Rag Alvi
Ghazal
hai ko.ii KHvaabcha kab se mirii u.nglii thaame
mai.n use chalnaa sikhaate hu.e itraatii huu.n
Mahnaz Anjum
Ghazal
be-jhijak aa ke milo ha.ns ke milaa.o aa.nkhe.n
aa.o ham tum ko sikhaate hai.n milaanaa dil kaa
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
gar kii nazar-navaazii to kyaa josh-e-husn ko
asraar-e-dil-navaaz sikhaate to baat thii
Sahir Bhopali
Ghazal
tark-e-ulfat hai to phir ye bhii sikhaate jaa.o
kis tarah hijr me.n jiite hai.n bataate jaa.o
Gulfam Naqvi
Ghazal
Shahid Anwar
Ghazal
kis tarah 'aadii banaa kar kisii ko chho.Dte hai.n
tohmate.n chaale.n vo sab mujh ko sikhaate jaanaa
Obaidullah Abdi
Ghazal
zaalimo.n ko bhii sikhaate hai.n mohabbat karnii
dil ko ehsaas ko zehno.n ko badal dete hai.n