SEARCH RESULTS
Showing search results for "silsila-e-lams"
Ghazal MATCHES FOR "silsila-e-lams"
Ghazal
kanaar-e-shaam ufuq thaa vahii magar viiraan
KHalaa ke silsila-e-lams ke asar se thaa
Marghoob Hasan
Ghazal
is aa.ine me.n ko.ii aks yuu.n na ubhregaa
nazar se silsila-e-daanish-e-nazar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa chalii hai ye kaisii KHilaaf chaaro.n taraf
hai ek silsila-e-inhiraaf chaaro.n taraf
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kitne masruuf hai.n masruur nahii.n phir bhii ye log
hai ye kyaa silsila-e-kaar-e-ziyaa.n ham-nafaso
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
vo mel-jol husn o basiirat me.n ab kahaa.n
jo silsila thaa phuul kaa patthar se kaT gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
duniyaa me.n rahe silsila-e-husn mujhe kyaa
ai vaqt miraa ahd-e-tamannaa na rahegaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
niyaaz-o-naaz kaa ye silsila nahii.n jaataa
jafaa ko chhe.D ke shauq-e-vafaa nahii.n jaataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ram-ba-ram silsila-e-mauj-e-Gazaalaan-e-KHayaal
dasht-e-Gurbat ko bashaarat ho vatan hone kii
Gauhar Hoshiyarpuri
Ghazal
kuchh roz to do jism aur ik jaan rahe ham
phir silsila-e-harf-e-man-o-tuu nikal aayaa
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
hu.ii hai 'umr ki dil ko nazar se rabt nahii.n
magar ye silsila-e-chashm-e-KHuu.n-fishaa.n kyaa hai
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
ai rah-guzaar-e-silsila-e-ishq-e-be-lagaam
jaanaa kahaa.n hai tuu ne bataayaa nahii.n mujhe
Faizi
Ghazal
'shaariq' idhar hai silsila-e-diid-o-baaz-diid
jalve udhar hai.n husn-e-taqaazaa liye hu.e
Shariq Merthi
Ghazal
bhej de mujh ko jahaan-e-hissiyaat-o-lams me.n
shor se uljhe samaa.at aa.nkh se manzar la.De
Ahmad Jahangir
Ghazal
base hu.e hai.n hazaaro.n dimaaG KHushbuu se
shamiim-e-silsila-e-zulf-e-mushk-baar hai ek
Wali Kakoravi
Ghazal
jaarii hai ek tiirgii-o-raushnii kii ja.ng
jab se shu.uur-e-silsila-e-roz-o-shab hu.aa
Lais Quraishi
Ghazal
ashyaa hai.n 'barq' silsila-e-vahdat-ul-vajuud
sau sau tarah se naam badaltaa chalaa gayaa
Rahmat Ilahi Barq Aazmi
Ghazal
huduud-e-arsh-o-azal marhalaat-e-hashr-o-abad
hai.n sab ye silsila-e-sharh-e-daastaan-e-majaaz
Arzoo Saharanpuri
Ghazal
Darte na the daraazii-e-shaam-e-firaaq se
ham raaz-daar-e-silsila-e-zulf-e-yaar the