SEARCH RESULTS
Showing search results for "sitaar"
Ghazal MATCHES FOR "sitaar"
Ghazal
chhi.Dte hii saaz-e-bazm me.n ko.ii na thaa kahii.n
vo kaun thaa jo bol rahaa thaa sitaar me.n
Nida Fazli
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
za-farq-taa-ba-qadam ek mauja-e-mai-e-naab
takallumash ki baje jaise chaa.ndnii me.n sitaar
Bashir Badr
Ghazal
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
aap ke bol sunaa.e vo hame.n kyaa qudrat
aisii paidaa to kare ko.ii sitaarii aavaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
us kii ik aavaaz se sharmaayaa sa.ngiit
saara.ngii kaa soz kyaa kyaa sitaar kaa saaz
Ameeq Hanafi
Ghazal
sitaar bajne lage sub.h kii masahrii par
dhanak kaa qaafila-e-haft-ra.ng aa gayaa thaa
Osama Zakir
Ghazal
bajaa rahaa hai ko.ii raat me.n sitaar 'aKHtar'
dha.Dak rahii hai mirii aarzuu.o.n kii chhaatii
Akhtar Ansari
Ghazal
aisaa lagaa ki saath hii gaate hai.n aabshaar
kyaa mohnii sii lai hai tumhaare sitaar me.n
B S Jain Jauhar
Ghazal
junuu.n kii rau me.n ho rahii hai ik ke baa'd ik Gazal
ye silsila abhii sitaara-vaar ho to ma.azarat
Abeera Ahmad
Ghazal
mujhe to raqs-e-masaa.ib bhii raas aa na sake
vo bazm-haa-e-suruud-o-sitaar karte rahe