SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyaahat"
Ghazal MATCHES FOR "siyaahat"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kisii badan kii siyaahat niDhaal kartii hai
kisii ke haath kaa takiya thakaan khii.nchtaa hai
Azhar Faragh
Ghazal
hamaare saath nahii.n jaa sakaa thaa vo lekin
rahaa KHayaal siyaahat me.n gaam gaam us kaa
Anwar Shuoor
Ghazal
koshish bhii ye KHilaaf-e-tabii.at kabhii na kii
aasaan raasto.n kii siyaahat kabhii na kii
Shamshad shaad
Ghazal
dil muztarib hai aur siyaahat hai be-maza
jaaduu abhii hamaare saro.n par gharo.n kaa hai
Saleem Betab
Ghazal
to phir ye saarii siyaahat fuzuul hai 'shaahid'
agar ham apnii fazaa tak nahii.n pahu.nch sakte
Shahid Makuli
Ghazal
is shahr-e-badan ke bhii ajab hote hai.n manzar
lagtaa hai abhii tum ne siyaahat nahii.n kii hai
Yashab Tamanna
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Muneer Jafri
Ghazal
siyaahat haath mal kar rah ga.ii hai
sar-e-saahil shikaare bujh rahe hai.n
Khursheed Afsar Baswani
Ghazal
ko.ii jaataa hii nahii.n dasht siyaahat ke liye
ek muddat se to ye raah-guzar KHaalii hai
Adnan Asar
Ghazal
bas ik Gubaar se ba.Dh kar nahii.n siyaahat-e-KHaak
magar ye sair-e-samaavaat se ziyaada hai
Tariq Hashmi
Ghazal
inhii.n sifaat se hotaa hai aadmii mash.huur
jo lutf aam vo karte ye naam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
maa.nge hai phir kisii ko lab-e-baam par havas
zulf-e-siyaah ruKH pe pareshaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mire junuu.n kaa natiija zaruur niklegaa
isii siyaah samundar se nuur niklegaa