SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyo"
Ghazal MATCHES FOR "siyo"
Ghazal
na siyo ho.nT na KHvaabo.n me.n sadaa do ham ko
maslahat kaa ye taqaazaa hai bhulaa do ham ko
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
Qalaq Merathi
Ghazal
abas hai kasrat-e-kaar-e-junuu.n bhii aise me.n
aziizo chaak-e-garebaa.n siyo hu.aa so hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
mujh ko maaluum hai sach zahr lage hai sab ko
bol saktaa huu.n magar ho.nT siye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
merii qismat me.n likhe the ye unhii.n ke aa.nsuu
dil ke zaKHmo.n ko siyaa hai ko.ii afsos nahii.n
Sudarshan Faakir
Ghazal
dosto ab mujhe gardan-zadanii kahte ho
tum vahii ho ki mire zaKHm siyaa karte the
Shahzad Ahmad
Ghazal
aadmii me.n aadmiyyat kaa nishaa.n baaqii nahii.n
bech Daalaa is ne iimaa.n siim-o-zar ko dekh kar
Sudarshan Faakir
Ghazal
Ali Sardar Jafri
Ghazal
KHayyaat ne qazaa ke jaama siyaa jo meraa
aayaa na jii me.n itnaa kyaa is me.n jo.D Daaluu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
jo zaKHm ko siine ke siye Taa.nke jigar ko
aisaa ko.ii ustaad rafuugar nahii.n miltaa