SEARCH RESULTS
Showing search results for "sochne"
Ghazal MATCHES FOR "sochne"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kaafir huu.n sar-phiraa huu.n mujhe maar diijiye
mai.n sochne lagaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
zalzale kii suurat me.n ishq vaar kartaa hai
sochne samajhne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sochne kaa zaaviya mai.n ne badal Daalaa hai dost
ab pareshaanii nahii.n lagtii pareshaanii mujhe
Jahangeer nayab
Ghazal
vo ek din jo tujhe sochne me.n guzraa thaa
tamaam umr usii din kii tarjumaanii hai
Abhishek Shukla
Ghazal
aaKHirii lamhaat me.n kyaa sochne lagte ho tum
jiit ke nazdiik aa kar haar jaayaa mat karo
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
tujhe KHabar hai tujhe sochne kii KHaatir ham
bahut se kaam muqaddar pe Taal rakhte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
vo baat soch ke mai.n jis ko muddato.n jiitaa
bichha.Dte vaqt bataane kii kyaa zaruurat thii
Shariq Kaifi
Ghazal
aa zaraa der ko aur mujh se mulaaqaat ke ba.ad
sochne ke liye raushan ko.ii pahluu le jaa
Azhar Inayati
Ghazal
gumaa.n huu.n yaa haqiiqat sochne kaa vaqt kab tak
ye ho kar bhii na hone kii musiibat ab hu.ii hai
Shariq Kaifi
Ghazal
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ziyaada sochne se bachnaa chaahiye 'mohan'
KHayaalii zaKHmo.n kii ko.ii davaa nahii.n hotii
Balmohan panday
Ghazal
sochne baiThe.n to islaah kii suurat hii nahii.n
dekhne me.n yahii lagtaa hai ki sab achchhaa hai
Idris Babar
Ghazal
sochne kaa bhii nahii.n vaqt mayassar mujh ko
ik kashish hai jo liye phirtii hai dar dar mujh ko