SEARCH RESULTS
Showing search results for "sote"
Ghazal MATCHES FOR "sote"
Ghazal
palke.n bhii chamak uThtii hai.n sote me.n hamaarii
aa.nkho.n ko abhii KHvaab chhupaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
raat kii dha.Dkan jab tak jaarii rahtii hai
sote nahii.n ham zimmedaarii rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
tumhaare KHvaab se har shab lipaT ke sote hai.n
sazaa.e.n bhej do ham ne KHataa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
saKHt bedard hai taasiir-e-mohabbat ki unhe.n
bistar-e-naaz pe sote se jagaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ik umr ke dukh paa.e sote hai.n faraaGat se
ai GalGala-e-mahshar ham ko na jagaa jaanaa
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ham raato.n ko uTh uTh ke jin ke liye rote hai.n
vo Gair kii baa.nho.n me.n aaraam se sote hai.n
Hasrat Jaipuri
Ghazal
mai.n sote sote ka.ii baar chau.nk chau.nk pa.Daa
tamaam raat tire pahlu.o.n se aa.nch aa.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
allaah ai buto hame.n dikhlaa.e lucknow
sote me.n bhii ye kahte hai.n ham haa.e lucknow