SEARCH RESULTS
Showing search results for "status"
Ghazal MATCHES FOR "status"
Ghazal
ai shaiKH na puuchho tum sattuu bhare haath apne
KHaaliq se Daro hazrat masjid kii chaTaa.ii hai
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
jab diin kii madad ko pukaaraa gayaa 'hafiiz'
phaa.nkaa na apne haath kaa sattuu nikal pa.De
Hafeez Momin
Ghazal
paarsaa.ii to zaraa zaahid-e-makkaar kii dekh
rahn-e-mai KHirqa-saaluus hu.aa ai vaa.iz
Shad Lakhnavi
Ghazal
'naqiib' ash.aar apne zindagaanii ke safar me.n
ko.ii zaad-e-safar me.n jaise sattuu baa.ndhtaa hai
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
hai KHirqa-e-saaluus ye zaahid zaraa bachnaa
KHalvat kii qabaa aur hai jalvat kii qabaa aur