aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "status"
kis ne vasl kaa suuraj dekhaa kis par hijr kii raat Dhaliigesu.o.n vaale kaun the kyaa the un ko kyaa jatlaa.oge
yahii maslak hai miraa, aur yahii meraa maqaamaaj tak KHvaahish-e-mansab se alag baiThaa huu.n
sau chaa.nd bhii chamke.nge to kyaa baat banegiitum aa.e to is raat kii auqaat banegii
log kahte hai.n mai.n baarish kii tarah huu.n 'haafii'aksar auqaat lagaataar nahii.n hotaa mai.n
ghaTte ghaTte tirii inaayatmerii auqaat ho ga.ii hai
mai.n ek zarra mirii haisiyat hii kyaa hai magarhavaa ke saath huu.n u.Dte hu.e Gubaar me.n huu.n
mansab-e-sheftagii ke ko.ii qaabil na rahaahu.ii maazuuli-e-andaaz-o-adaa mere ba.ad
jo mansabo.n ke pujaarii pahan ke aate hai.nkulaah tauq se bhaarii pahan ke aate hai.n
ab kuucha-e-dil-bar kaa rah-rau rahzan bhii bane to baat banepahre se aduu Talte hii nahii.n aur raat baraabar jaatii hai
us kaa KHiraam dekh ke jaayaa na jaa.egaaai kabk phir bahaal bhii aayaa na jaa.egaa
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books