SEARCH RESULTS
Showing search results for "suhaagaa"
Ghazal MATCHES FOR "suhaagaa"
Ghazal
dekhnaa maGrib kii jaanib ye shafaq kaa phuulnaa
Duubte suuraj ne sone me.n suhaagaa kar diyaa
Agha Shayar Qazalbash
Ghazal
jo KHud ko badal dete hai.n is daur me.n 'baaqar'
karte hai.n haqiiqat me.n vo sone pe suhaagaa
Baqar Mehdi
Ghazal
ho gayaa ishq se sone me.n suhaagaa varna
sirf taqdiir kaa maaraa hii bahut hotaa hai
Nisar Rahi
Ghazal
sone pe lag gayaa hai suhaagaa ye dekhiye
ik to Gam-e-hayaat hai us par udaasiyaa.n
Santosh Purswani Sant
Ghazal
aaKHir aaKHir to ye aalam hai ki ab hosh nahii.n
rag-e-miinaa sulag uTThii ki rag-e-jaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tumhaare hijr kii shab-haa-e-kaar me.n jaanaa.n
ko.ii charaaG jalaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
aarzuu hii na rahii sub.h-e-vatan kii mujh ko
shaam-e-Gurbat hai ajab vaqt suhaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
din abhii baaqii hai 'iqbaal' zaraa tez chalo
kuchh na suujhegaa tumhe.n shaam ke Dhalte Dhalte
Iqbal Azeem
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
kab se huu.n kyaa bataa.uu.n jahaan-e-KHaraab me.n
shab-haa-e-hijr ko bhii rakhuu.n gar hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
apne man me.n Duub kar paa jaa suraaG-e-zindagii
tuu agar meraa nahii.n bantaa na ban apnaa to ban