SEARCH RESULTS
Showing search results for "sukuun-e-lafz-o-bayaan"
Ghazal MATCHES FOR "sukuun-e-lafz-o-bayaan"
Ghazal
KHumaar-KHaana-e-lafz-o-bayaan tak hii hai
ki chaahato.n kaa nasha imtihaan tak hii hai
Raoof Anjum
Ghazal
marhala shauq kaa hai lafz-o-bayaa.n se aage
ek sho.ala hai ko.ii barq-e-tapaa.n se aage
Abdul Mannan Tarzi
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Mohammad Ahmad Ramz
Ghazal
Nayyar Qureshi Gangohi
Ghazal
vo jis kaa hausla lafz-o-bayaan me.n bhii na thaa
pa.Daa jo vaqt to vahm-o-gumaan me.n bhii na thaa
Khan Ateeq Afridi
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
tilism-e-lafz-o-ma.aanii ko taar taar kare.n
tasavvuraat kii nudrat ko aashkaar kare.n
Samad Ansari
Ghazal
miraa hariif ko.ii hai kahaa.n akelaa huu.n
hariis-e-lazzat-e-lafz-o-bayaa.n akelaa huu.n
Anwar panipati
Ghazal
Haneef akhgar
Ghazal
inqalaabaat-o-azaa.em ke sa.nvarne ke liye
ek aa.iina pas-e-lafz-o-bayaa.n rakhtaa huu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
is mamlikat-e-lafz-o-bayaa.n me.n bhii to 'ashfaaq'
ik raah alag apnii nikaale hu.e ham hai.n
Ashfaq Husain
Ghazal
hotii hai ek dushmanii o dostii kii had
is had ke baa'd zahmat-e-lafz-o-bayaa.n kahaa.n
Sahar Ansari
Ghazal
ho.nTo.n pe lagii muhr to naira.ng-e-nazar se
ik ma.arka-e-lafz-o-bayaa.n ham ne banaayaa
Johar Siddiqi
Ghazal
vo aaj sarhad-e-lafz-o-bayaa.n se baahar hai
'nishaa' mujhe jo masarrat hu.ii malaal ke baad
Krishn Soni Nisha
Ghazal
apne iisaar tah-e-lafz-o-bayaa.n rakkhe hai.n
tere ikraam ko sau tarah se shohrat dii hai
Raunaq Raza
Ghazal
aziiz-tar tirii baate.n ki is sukuut ke saath
tamaam shoKHii-e-lafz-o-bayaa.n nigaah me.n hai