SEARCH RESULTS
Showing search results for "sunaar"
Ghazal MATCHES FOR "sunaar"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tiraa paikar KHudaa ne bhii to fursat me.n banaayaa thaa
banaa.egaa tire zevar sunaar aahista aahista
Tahzeeb Hafi
Ghazal
ba.Daa Guruur thaa apnii chamak-damak pe use
sunaar ne jo tapaayaa utar gayaa paanii
Laiq Aajiz
Ghazal
are mai.n to be-navaa huu.n jo kabhii na bik sakegaa
are tum sunaar ho kar yahaa.n ban ga.e kasiire
Ahmad Rahi
Ghazal
mirii chamak me.n kamii aa ga.ii hai vaqt ke saath
kisii sunaar kii bhaTTii se phir guzaar mujhe
Imran Awan
Ghazal
us ko u.Daa liyaa hai ko.ii aur jauharii
mah.ngaa pa.Daa hai aaj kaa sonaa sunaar kaa
Ashk Almas
Ghazal
hamaare ghar ke sabhii naak kaan KHaalii hai.n
hamaare ghar nahii.n aaya sunaar muddat se
Iliyas Chishti
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
hamaare KHat ke to purze kiye pa.Dhaa bhii nahii.n
sunaa jo tuu ne ba-dil vo payaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
sunaa hai hame.n vo bhulaane lage hai.n
to kyaa ham unhe.n yaad aane lage hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
nukta-chii.n hai Gam-e-dil us ko sunaa.e na bane
kyaa bane baat jahaa.n baat banaa.e na bane