SEARCH RESULTS
Showing search results for "surkh-ra.ng"
Ghazal MATCHES FOR "surkh-ra.ng"
Ghazal
aashiq hai jo tumhaare ruKH-e-surKH-ra.ng kaa
rahtaa hai us ko nashsha sharaab-e-fara.ng kaa
Maatam Fazl Mohammad
Ghazal
la.al-e-yaman ek sang durr-e-adan ek sang
ek lab-e-surKH-rang rashk-e-guhar marhabaa
Sana Gorakhpuri
Ghazal
gul surKH rang ghaas harii niilguu.n falak
ai kirdgaar shukr tire bandobast par
Ahmad Jahangir
Ghazal
aa.nkho.n kaa surKH rang nishaanii hai mere dost
dekho qariib aa ke vafaadaar log hai.n
Asad Raza Sahar
Ghazal
raushnii kii kirne.n hai.n yaa lahuu a.ndhere kaa
surKH-ra.ng qatre jo rauzano.n se bahte hai.n
Sabir
Ghazal
daaman ke surKH rang pe itnaa malaal kyo.n
aaluuda KHuu.n se hai to paka.D kar nicho.D do
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
ab mai.n huu.n aur mere safed-o-siyaah hai.n
vo sabz surKH rang to barsaat le ga.ii
Vikas Sharma Raaz
Ghazal
nashshe me.n surKH rang tahii-az-KHatar nahii.?
ho.nTo.n ko ahmarii.n na karo mai.n nashe me.n huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dil andaruun-e-siina magar ho gayaa hai KHuun
nikle hai.n merii aa.ankho.n se jo ashk surKH ra.ng
Shah Aasim
Ghazal
kyuu.n ra.ng-e-surKH teraa ab zard ho gayaa hai
tuu hii magar hamaaraa hamdard ho gayaa hai
Meer Hasan
Ghazal
poshaak terii ai gul-e-KHandaa.n hai surKH sabz
yaa fasl-e-gul se rang-e-gulistaa.n hai surKH sabz
Waheeduddin Ahmad Waheed
Ghazal
ai sho.ala-ruKH itnaa hai tiraa rang-e-badan surKH
pahne hai safed aur nazar aatii hai chikan surKH
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
gulo.n kaa rang ab zard ho gayaa hai
chaman me.n dekh kar teraa badan surKH
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
surKH-ruu kar de sharaab aa.ii bahaar
hai KHizaa.n se zard ai KHummaar rang