SEARCH RESULTS
Showing search results for "surma"
Ghazal MATCHES FOR "surma"
Ghazal
sunaa hai us kii siyah-chashmagii qayaamat hai
so us ko surma-farosh aah bhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
vo aa.nkh ki hai surma-e-afra.ng se raushan
purkaar o suKHan-saaz hai namnaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
nazar me.n phirtii hai vo tiirgii o tanhaa.ii
lahad kii KHaak hai surma ma.aal-baiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
yahii to chashm-e-haqiiqat nigar kaa surma hai
nizaa-e-kaafir-o-dii.n-daar dekhte jaa.o
Dagh Dehlvi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
yahii qalam hai ki jis kii sariir ke aage
hai.n surma dar-guluu KHuu.nKHaar lashkaro.n ke bigal
Ahmad Faraz
Ghazal
suurmaa jis ke kinaaro.n se palaT aate hai.n
mai.n ne kashtii ko utaaraa hai usii paanii me.n
Sarvat Husain
Ghazal
halqe hai.n chashm-haa-e-kushaada ba-suu-e-dil
har taar-e-zulf ko nigah-e-surma-saa kahuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
az-KHud-guzashtagii me.n KHamoshii pe harf hai
mauj-e-Gubaar-e-surma hu.ii hai sadaa mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
ye aarzuu hai aa.nkh me.n surma lagaa.e.nge
ai 'daaG' KHaak-e-paa-e-rasuul-e-KHudaa se ham
Dagh Dehlvi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
surma lagaayaa kiijiye aa.nkho.n me.n mehrbaa.n
iksiir ye sufuuf hai biimaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tumhe.n shor-e-fuGaa.n se mere kyaa kaam
KHabar lo apnii chashm-e-surma-saa kii
Momin Khan Momin
Ghazal
KHamoshiyo.n me.n tamaashaa adaa nikaltii hai
nigaah dil se tire surma-saa nikaltii hai
Mirza Ghalib
Ghazal
bantaa 'asad' mai.n surma-e-chashm-e-rikaab-e-yaar
aayaa na merii KHaak pe vo shah-savaar haif