SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.DaKH"
Ghazal MATCHES FOR "ta.DaKH"
Ghazal
kis ko thii KHabar is me.n ta.DaKH jaa.egaa dil bhii
ham KHush the bahut sehn me.n diivaar uThaa kar
Hasan Abbas Raza
Ghazal
ta.DaKH ke TuuT gayaa dil kaa aa.iina 'maKHmuur'
pa.Daa jo aks-e-fanaa partav-e-hayaat ke saath
Makhmoor Saeedi
Ghazal
Yasmeen Hameed
Ghazal
musaafiraan-e-shab-e-Gam tumhaarii KHair to hai
ta.DaKH ke TuuT gayaa kyuu.n miraa nagiina-e-KHvaab
Shahid Kamal
Ghazal
ham ne sunaa hai ham jo garebaan phaa.Dte
ta.D ta.D ta.DaKH barastii ghaTaa aur kuchh sunaa
Shafaq Sopori
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
is kii vo jaane use paas-e-vafaa thaa ki na thaa
tum 'faraaz' apnii taraf se to nibhaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
gharo.n pe naam the naamo.n ke saath ohde the
bahut talaash kiyaa ko.ii aadmii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
laakh talvaare.n ba.Dhii aatii ho.n gardan kii taraf
sar jhukaanaa nahii.n aataa to jhukaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tum aa.e ho na shab-e-intizaar guzrii hai
talaash me.n hai sahar baar baar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
har tarah ke jazbaat kaa elaan hai.n aa.nkhe.n
shabnam kabhii sho.ala kabhii tuufaan hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
aasmaano.n kii taraf phe.nk diyaa hai mai.n ne
chand miTTii ke charaaGo.n ko sitaara kar ke