SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.aaruf"
Ghazal MATCHES FOR "ta.aaruf"
Ghazal
ab tak to dil kaa dil se ta.aaruf na ho sakaa
maanaa ki us se milnaa milaanaa bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
umr-bhar kii mohlat to vaqt hai ta.aaruf kaa
zindagii samajhne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
sab ho.nge us se apne ta.aaruf kii fikr me.n
mujh ko mire sukuut se pahchaan jaa.egaa
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
aap ko mere ta.aaruf kii zaruurat kyaa hai
mai.n vahii huu.n ki jise aap ne chaahaa thaa kabhii
Mazhar Imam
Ghazal
phuul kii tarah mahaktaa huu.n tirii yaad ke saath
ye alag baat ki mai.n tujh se KHafaa ho jaa.uu.n
Naseer Turabi
Ghazal
na to hosh se ta.aaruf na junuu.n se aashnaa.ii
ye kahaa.n pahu.nch ga.e ham tirii bazm se nikal ke
Khumar Barabankavi
Ghazal
auro.n ke saath meraa ta.aaruf bhii jab hu.aa
haatho.n me.n haath le ke vo sochaa kiyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
milaa to aise ki sadiyo.n kii aashnaa.ii ho!
ta.aaruf us se bhii haalaa.nki Gaa.ebaana thaa
Akhtar Shumar
Ghazal
sabhii tarah se ta.aaruf to ho gayaa un kaa
rahii hai ab to mulaaqaat ruu-ba-ruu baaqii
Aabid Adeeb
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
'jamiil' un se ta.aaruf to ho gayaa lekin
ab un ke baad kisii se du.aa salaam na ho
Jamill Murassapuri
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
hamii.n bache hai.n yahaa.n aaKHiruz-zamaa.n lekin
sabho.n ko apnaa ta.aaruf de.n dar-ba-dar jaa.e.n