SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.ngii-e-jaa"
Ghazal MATCHES FOR "ta.ngii-e-jaa"
Ghazal
gila hai shauq ko dil me.n bhii ta.ngi-e-jaa kaa
guhar me.n mahv hu.aa iztiraab dariyaa kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
is kaa mo.aamla hai judaa vaz.a hii kuchh aur
dil me.n hisaab-e-ta.ngi-e-jaa mat kiyaa karo
Zafar Iqbal
Ghazal
kahii.n chhato.n pe bapaa hai basant kaa tyauhaar
kahii.n pe ta.ngii-e-jaa me.n pata.ng u.Dtii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
pareshaa.n ta.ngi-e-jaa se hai garche duud bahut
ye kam hai daaG kaa sarmaaya daaG me.n aayaa
Javed Shaheen
Ghazal
Zubair Shifai
Ghazal
zabt-e-Gam se laakh apnii jaan par ban aa.e hai
haa.n magar ye izzat-e-saadaat to rah jaa.e hai
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
S A Mehdi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
KHudaa gavaah ki un kii zamiin tang hu.ii
durust karne chale the jo qaafiya meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
jo the mahruum-e-anaa jaa kar samundar me.n gire
ek dariyaa ne magar apnii ravaanii chho.D dii
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
hai zarra zarra ta.ngi-e-jaa se Gubaar-e-shauq
gar daam ye hai vus.at-e-sahraa shikaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
Ibn-e-Safi
Ghazal
Ibn-e-Ummeed
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
malaal ko thii ye zid ab tiraa KHayaal na aa.e
KHayaal aa ke rahaa aur malaal jaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
mar chukaa mai.n to nahii.n us se mujhe kuchh haasil
barse gar paanii kii jaa aab-e-baqaa mere ba.ad
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
martaa huu.n aur jaa nahii.n saktaa suu-e-adam
mujh naa-tavaa.n ko tauq-o-salaasil se kyaa Garaz
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
duniyaa jise kahte hai.n miyaa.n jaa-e-amal hai
baato.n se kahii.n bantii hai taqdiir kisii kii